Aye Sabz Gumbad Wale Lyrics in urdu & Roman
Naat in Urdu Text
Naat in Roman Text
Ay sabz gumbad valy manzoor dua karna
Jab waqt e nazza ay deedar atta karna
Ay Noor e Khuda aa kar ankhoon mein samaa jana
Ya dar py bula lena ya khawab main aa jana
Ay parda nasheen dil ky pardy mein raha karna
Jab waqt e nazza ay deedar atta karna
Ay sabz gumbad waly manzoor dua karna
Jab waqt e nazza ay deedar atta karna
Main qabar andheri main ghabraon ga jab tanha
Imdaad meri karny aa jana mery aaqa
Roshan mri torbat ko ay noor i Khuda karna
Jab waqt e nazza ay deedar atta karna
Ay sabz gumbad waly manzoor dua karna
Jab waqt e nazza ay deedar atta karna
Mujrim hon jahaan bhar ka mehshar main bharam rakhna
Rusva e zamana hun daman main chupa laina
Maqbool yeh arz meri lillah zra karna
Jab waqt e nazza ay deedar atta karna
Aie sabz gumbad walay manzoor dua karna
Jab waqt e nazza ay deedar atta karna
Chehry se ziya paee in chand sitaaron ne
Uss dar say shifa paee dukh dard kay maaroon ney
Aataa hai unhein sabir har dukh ki dwa karna
Jab waqt e nazza ay deedar atta karna
Ay sabz gumbad waly manzoor dua karna
Jab waqt e nazza ay deedar atta karna
Mehboob Ilaahi sa koyi na haseen dekha
Ye shaaan hai unki k saaya bi nahin dekha
Allah nay saaye ko chaha na judah karna
Jab waqt e nazza ay deedar atta karna
Ay sabz gumbad waly manzoor dua karna
Jab waqt e nazza ay deedar atta karna
- aye sabz gumbad wale lyrics
- ae sabz gumbad wale lyrics
- aye sabz gumbad wale lyrics in urdu
- aye sabz gumbad wale naat lyrics
- aye sabz gumbad wale naat
- aye sabz gumbad wale naat lyrics in urdu
- ae sabz gumbad wale naat lyrics
- aye sabz gumbad wale naat mp3
- ae sabz gumbad wale naat
- aye sabz gumbad wale manzoor dua karna lyrics
- aye sabz gumbad wale lyrics mp3 download
- aye sabz gumbad wale naat mp3 download by amjad sabri
- aye sabz gumbad wale karaoke
- ae sabz gumbad wale lyrics hindi
- aye sabz gumbad wale mp3 download songspk
- ae sabz gumbad wale naat written
- aye sabz gumbad wale ringtone
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment box Thanks.